3D 4D 5D Video Kya Hoti hai Or Ye Kese Kaam/Work Karti Hai. www.regularfacts.com By Mark B K Kushwah Aapne 3D movies videos ke baare me to bahut suna hoga, 3D videos ya movies me kya hota hai ki apko ek goggle(chasma) de diya jata hai. jiski help se aap 3D movies ko dekh skte hai. is goggle(chasma) me aapko alag alag color ke 2 glass milte hai. jo ki 3D effect banate hai. ya aap jo video dekh rahe hai usse 3D feel karte ho. ager aap bina goggle(chasma) ke 3D movies dekhna chaoge to sayad aapko pasand na aaye kyuki jab hum bina goggle(chasma) 3D videos ya movies dekhte hai to usme hame 2 video dikhai deti hai. or hame kuch bhi samaz me nahi aata hai. issi liye hame goggle(chasma) ki jarurat padti hai. jo 3D videos hoti hai usme hume only 3D feel kar sakte hai, jese ki video me koi person hai to yah ubhar (Emerged look) ke nager aayega. aap 3D video me kisi bhi chij ki width , hight , depth , lenght ko bhi feel kar sakte ho. Ager aap dekhna chahte hai ki 3D
- Get link
- Other Apps